bhool ja
in aasuon se kisko kya hua haasil
maana kehna hai aasan nibhana hai mushkil
phir bhi aye yaar mere sun le meri ilteja
bhool ja, jo hua use bhool ja, hai kasam tujhe muskura
khud ko yu na de tu saza, un yaadon ko tu bhool ja
wo to nahi tha teri wafa un ke khatil
jaane kya sochkar tu ne dediya apna dil
is baar dil ka saudha karna na yu bewacha
bhool ja, jo hua use bhool ja, hai kasam tujhe muskura
khud ko yu na de tu saza, un yaadon ko tu bhool ja
teri zindagi teri hai kissiki amaanat nahi
jab chaahe tor de aisi ek imaanat nahi
woh pehli baar
woh pehli baar jab hum mile
haatho me haath jab hum chale
hogaya ye dil deewana
hota hai pyaar kya is ne jaana
teri aankhon me channat basaa ke chala
teri zulfon ki chao me chalta chala
tere naino me chain tere lappe ye khusyi
tujhko hi me mohabbat banaa ke chala
woh pehli baar jab hum mile
hoga sharur ye silsile
hogaya ye dil deewana
hota hai pyaar kya is ne jaana
khilte kaliya me daandu baas tere nisya
me na jaanu hai aakhir kya kaarwa
tuhjhe dekhun to aaye lappe khusyi
khuda na kare ho kabhi dooriya
woh pehli baar jab hum mile
haatho me haath jab hum chale
hogaya ye dil deewana
hota hai pyaar kya hum ne jaana
hogaya hu me pagal ab tere liye
tere bin dil bichara ye kaise jiye
maine khoge hai chain paye tujhme khusyi
tu banii jane jaana meri zindagi
tanha dil
aankhon me sapne liye
ghar se hum chal to diye
jaane hi raahe ab jaayange kaha
mitti ki kushbhu aaye
palko me aasoo laye
palko pe rahjayega yaadon ka jaha
manzil naaye hai anjaana hai kaarva
chalna akele hai yaha
tanha dil, tanha safar
dundhe tujhe phir kyu nazar
tanha dil.........
dil kash nazaare dekhe
jhilmil sitaare dekhe
aankhon me phir bhi tera chahra hai jhava
kitni barsa te aaye kitni sauwa te laaye
kano me phir bhi gundje teri hi saana
pane kiye te apna hoga aashiya
bandho ka chane hoga kya
tanha dil, tanha safar
dundhe tujhe phir kyu nazar
tanha dil.........